Agar mohabbat meri sachi hai to ek din zaroor mila degi
Page 1 of 1

Agar zid meri pakki hai to aey Khuda aasman ko bhi hila degi
Na inkaar kar sakta hai koi meri wafa se, mujhe yakin hai
Par tum sambhalna ek din meri wafa tujhe bewafai ka sila degi
Yeh baat sach hai ke tumne humse pyaar kiya par dusare hi pal bhula diya
Mera pyaar itna aashan na tha na socha tha ke teri mohabbat daga degi
Na bhula sakungi woh mohabbat na voh bewafai, jo tu ne ki
Saza iss se barh ke kya degi ke umar bhar meri mohabbat tujhe dua degi
Agar dum hai meri wafa-e-mahobbat mein to woh ek din, aayega zaroor
Jab meri yaad mein to tarpega par tab ’sabghat’ tujhe apni mohabbat na degi

Similar topics
» MOHAMMED MASOOD NOTTINGHAM
» Pls ek baar aakhir tak zaroor perhiey ga
» Jeena Hai Agar Tujh Ko Marney Ki Adaa Seekh
» Agar kuchh naam daina ho
» mohabbat ko dikhana bhi nahi hai

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|