Urdu Poetry / Shayari
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Ghalib Ayaz Ki Shairy

2 posters

Go down

Ghalib Ayaz Ki Shairy Empty Ghalib Ayaz Ki Shairy

Post by zulfijamil Tue Dec 21, 2010 9:54 am

Degaa mere kartoot ka taawaan koi aur
Hai jurm mera, hoga pashemaan koi aur

Ab paas mere kya hai udaasi ke ilawaa
Tu dhundle dar ae dil e naadaan koi aur

Sab jhut hai ke teri muhabbat ka asar hai
Aansoo ki rawaani ka hai unwaan koi aur

Yarab tere aayeen me tarmeem hui hai?
Teri hai magar leta hai ye jaan koi aur!

Hum Sarmad-o-Mansur k pahlu me khare hain
Wo dhundte hain saahab-e-eemaan koi aur

Ghlib Ayaz

zulfijamil
New Member
New Member

Number of posts : 8
Registration date : 2010-12-02

Back to top Go down

Ghalib Ayaz Ki Shairy Empty Re: Ghalib Ayaz Ki Shairy

Post by hairtransplantpakistan Tue Nov 01, 2011 3:11 pm

nice post keep it uphair transplant in pakistan

hairtransplantpakistan
Junior Member
Junior Member

Number of posts : 84
Registration date : 2011-10-15

http://www.hairtransplants.com.pk/

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum