Aye Mere Watan
Page 1 of 1
Aye Mere Watan
This patriotic song sung by Rahat Fateh Ali khan and lyrics by dr Asghar Khan , so beautiful one
Aye Mere Watan
Dey Deinge Jaan jab aaye Waqt e wafa...
Tujh pe zulmat ki ye shaamein hataainge hum...
Tum se Vada hai mera, aay mere Watan,
Tujh se tere ANdhere mitainge hum....
Pak khoon e shaheedaan ki hum ko kasam...
phool har sou aman k khilaainge hum...
Asr e hazir k gham, poshida sabhi sitam...
Teri Maang sitaroon se sajainge hum..
Lehlain ge gulshan, gungunai-gi hawa...
teri galyaan pholoon se mehkain-ge hum..
Hum jhuke na kabhi zulm k samnein..
Hum hain koh e garaan, apna maazi gawah...
Na kisi haal mein hum nein badla chalan..
Go hoi hum pe hai, zulm ki inteha, apna maazi gawah..
Phir hua shor k mulq khatre main hai...
mulq khatre mein hai tu bachainge hum...
Quaid e Azam ki zeyr e qayadat chala...
na ruke ga kabhi apna ye kafla...
aanch anein na deinge kabhi tujh pe hum...
jaan dey kar bhi lein-ge tuje hum bacha...
hai ye sab ko pata...
teri iss aan ki teri muskaan ki..
jo bhi qeemat ho gi jhukaienge hum...
apna jo kuch bhi hai woh tujh se mila...
har khushi zindagi ki hai teri aata...
tu rahe shaad aabaad mere watan...
sar buland tere parchaam ko rakhe khuda...
ye hai apni sua...
apna tan mann ye dhann hai amaanat teri...
waqt aya tu tujh pe lutaien-ge hum...
kaam karnein abhi bhi bhut hain humain...
hum ko maloom hai hum ko ehsaas hai...
hum hain be daar aur azm e nou pr yakeen...
dil mein apnein watan bassi ye aas hai..
hum ko ehsaas hai..
zarra zarra tera jis pe ho zouu fishaan....
aisa khursheed bhi dhondh laien-ge hum...
I think every Pakistan loves this song

Aleesha yousafzai- New Member
- Number of posts : 1
Age : 32
Location : lahore
Registration date : 2013-04-25
Similar topics
» MOHAMMED MASOOD NOTTINGHAM
» Mere qatil ko ehsas E zyan hai
» Mere naseeb me baqi jara gumaan bhi nahi
» Mere qatil ko ehsas E zyan hai
» Mere naseeb me baqi jara gumaan bhi nahi
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum