Urdu Poetry / Shayari
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

SHIKWA-E-MEHBOOB AUR TANHAI

Go down

If you have ever been in such phase in life then did you able to forget it?

SHIKWA-E-MEHBOOB AUR TANHAI Vote_lcap0%SHIKWA-E-MEHBOOB AUR TANHAI Vote_rcap 0% 
[ 0 ]
SHIKWA-E-MEHBOOB AUR TANHAI Vote_lcap0%SHIKWA-E-MEHBOOB AUR TANHAI Vote_rcap 0% 
[ 0 ]
 
Total Votes : 0
 
 

SHIKWA-E-MEHBOOB AUR TANHAI Empty SHIKWA-E-MEHBOOB AUR TANHAI

Post by abusman Fri Jul 13, 2012 7:44 am

===================
Kash ke main ek but hota
Na meri zuban na dil hota
es ghum-e-dunya se beniaz
apney aap main hi magan hota
phir na kisi ka gham hota
na khyal, na arzo,na tammanah
sirf main hota, hota na hota

====================

muat ke do ghunt he sahi
tu kuch to meray nam karti ja
bawafai ke sagir se hi sahi
meray nam aaj ik sham karti ja
nahi mangon ga tugh se kuch aur
bus aik tasveer meray nam karti ja
meri is Wafa ke badley ek kam karti ja
bus ek maut ki dua tu meray nam karti ja

====================

Khanjar jo ghompa hai tu ne dil main
bhula na sakey gi is ko umer bhar
muhabbat ko jo meri thukraya tu ne
na pa sakey gi sakon bhi mar kar
ruh meri humesha lab-ba-khat ho gi tugjse
tarpay gi ye hamesha tughe amar ban kar

====================

Naganey ye bahar kahan se rang lai hai
dil pe khizan aakhon pe barsat lai hai
patta patta dali dali ujar gaya sub abhi
nakhlistan mein registan ka sama bhar lai hai

====================

Ye kaisi rut chali hai ya Rab
Insaan he ho gaya hai dushman insan ka
kash na banaya hota insaan hamen tu ne
na hota ye gham, zakham pyar ka

====================

Rafta Rafta ye zaher jo utr gaey ga
Tera ye ahsan ek kafoor ban gaey ga
Na maloom tha humain milan ka karar
Tu becher kar ajab saroor ban gaey ga
Bus yehi sochtey hain hum har waqt
Dil ka afsana, haqiqat ban gaey ga
Kya khabr thi ke aik din yehi
jan keliay aik fatoor ban gaey ga

====================

Na Pa sacay tuj ko to kya faramosh karain
ye dil-e-ashna behal hai to kya aaghosh karain
hota hai judaii ka gham tuge kya maloom
Aai bewafa teri es wafa ko, humatan gosh karain

abusman
New Member
New Member

Number of posts : 1
Age : 45
Registration date : 2012-07-13

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum