GHAM MAI MUSKURATA HUN
Page 1 of 1
GHAM MAI MUSKURATA HUN
khushi ki hai mujhe aadat mai gham mai muskurata hun
mai rone ki bajaae dard mai bhi gungunata hun
purani yaad se jub bhi mujhe taqleef hoti hai
mai apne aap ko rote huvey aksr hasata hun
khudi ko dosh deta hun khudi badnaam hota hun
yun teri bewafai ko zamane se chhupata hun
na tujhko dekh le dunya meri qurbat ke saaey mai
wajha bus hai yahi jo kwhab mai tujhko bulata hun
jahan woh chhor kr mujhko qabr mai dafn hai tanha
mai apne aap ko ahsan wahan le ja na pata hun

ekshayar81- New Member
- Number of posts : 5
Registration date : 2009-07-02
![-](https://2img.net/i/empty.gif)
» gham ko bharey dayaar main ek ghar na mil saka
» Mairey Gham Kadey Mein Ronak Hai Bohat
» Gham mein uljha hoon mein
» Mairey Gham Kadey Mein Ronak Hai Bohat
» Gham mein uljha hoon mein
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|