gham ko bharey dayaar main ek ghar na mil saka
Page 1 of 1

iss shehr-e-sougwaar ki sab waHshatoN ke naam
tanhaayioN ki shaam mere dostoN ke naam
gham ko bharey dayaar main ek ghar na mil saka
dil se laga ke main ne kiya laghzishoN ke naam
peena Haraam hai to karoN dil ka kya ilaaj?
kab tak har ek zakhm karoN gardishoN ke naam
kaT.ti hai zeest yuN mere ghurbat naseeb ki
kuchh raastoN ke naam to kuchh manziloN ke naam
tanhaa se kar diya jinhaiN marz-e-ishq ne
apni ghazal hai shaam unn hi dil jalooN ke naam

Similar topics
» GHAM MAI MUSKURATA HUN
» Mairey Gham Kadey Mein Ronak Hai Bohat
» Gham mein uljha hoon mein
» ~*~ Main ~*~
» ABHI HASHR MAIN DER HAI

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum