heart tuching collection!!!!!!!!
3 posters
Page 1 of 1
heart tuching collection!!!!!!!!
MERE LIYE TO HARF-E-DUA HO GAYA WOH SHAKHS
SAARE DUKHON KI JAISE DAWA HO GAYA WOH SHAKHS
MAIN AASMAN PAR THA TO ZAMEEN KI KASHISH THA WOH
UTRA ZAMEEN PER TO HAWA HO GAYA WO SHAKHS
MAIN US KA HAATH DEKH RAHA THA K DAFATAN
SIMTA,SIMAT K RANG-E-HINA HO GAYA WO SHAKHS
PHIRTA HAI LAY K AANKH KA KASHKOL DAR BADAR
DIL KA BHARAM LUTA TO GADA HO GAYA WOH SHAKHS
YUN B NAHI K PASS HAI MERE WO HUMNAFAS
YEH B GHALAT HAI K MUJH SE JUDA HO GAYA WOH SHAKHS
PARHTA THA MAIN NAMAZ SAMJH KAR USEY “RASHEED“
PHIR YOUN HOWA K MUJHSE QAZA HO GAYA WOH SHAKHS

Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
To Kya Ye Tay Hai, Ab Umar Bhar Nahi Milnaa,
To Phir Ye Umr Bhi Kyun, Tum Se Agar Nahi Milnaa,
Chalo Zamaanay Ki Khatir Ye Cheez Bhi Seh Len,
Ke Ab Kabhi Jo Milay To, Tuut Kar Nahi Milnaa.
Raah-e-Wafaa Ke Musaafir Ko Kaon Samjhaaye,
Ke Is Safar Mein Koi Humsafar Nahi Milnaa.
Joodaa Jab Bhi Huye Dil Ko Yun Lagaa Jaise,
Ke Ab Kabhi Gaye To Laot Kar Nahi Milnaa......!!! [i]

Abhi wo dard baqi hai
Agarchay waqat marham hai
Magar kuch waqat lagta hai
Kisi ko bhool janay main
Dobara dill basanay mai
Abhi kuch waqat lagna hai
Abhi wo dard baqi hai
Min kaisay nayee ulfat main
Apni zaat ko gum kar doon
Kay meray jism-o-wajdaan main
Abhi woh fard baqi hai
Abhi us shakhs ki mujh per
Nigh-e-sard baqi hai
Abhi to ishq kay rastoon ki
Mujh per gard baqi hai
Abhi wo dard baqi hai. [/color]
Agarchay waqat marham hai
Magar kuch waqat lagta hai
Kisi ko bhool janay main
Dobara dill basanay mai
Abhi kuch waqat lagna hai
Abhi wo dard baqi hai
Min kaisay nayee ulfat main
Apni zaat ko gum kar doon
Kay meray jism-o-wajdaan main
Abhi woh fard baqi hai
Abhi us shakhs ki mujh per
Nigh-e-sard baqi hai
Abhi to ishq kay rastoon ki
Mujh per gard baqi hai
Abhi wo dard baqi hai. [/color]
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
Hum qarar kiya patay wehshatoan kay mausam main
Us nay door hona tha barishoon kay mausam main
Bheegti rutoon main hum bay sabab nahi rotay
Barishain to hoti hain barishoon kay mausam main [b]
Us nay door hona tha barishoon kay mausam main
Bheegti rutoon main hum bay sabab nahi rotay
Barishain to hoti hain barishoon kay mausam main [b]
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
Wo To Deewana Tha
Mujhe TANHA Chor Gaya,
Khud Na Ruk Saka
To
Apna SAYA Chor Gaya,
Dukh Nahi Gham is Bat Ka He,
Aankhon Se Kar K WADA Baton Se TOR Gaya
Mujhe TANHA Chor Gaya,
Khud Na Ruk Saka
To
Apna SAYA Chor Gaya,
Dukh Nahi Gham is Bat Ka He,
Aankhon Se Kar K WADA Baton Se TOR Gaya
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
Lahroon Main Doobtay Rahay Darya Nien Milla
Unse Bicher Ker Phir Koi Waisa Nien Milla
Haan Kuch log Thore Dier Ko Achay Lagay Mager
Hum Jin K Ho Sakien Koi Aisa Nien Milla
Unse Bicher Ker Phir Koi Waisa Nien Milla
Haan Kuch log Thore Dier Ko Achay Lagay Mager
Hum Jin K Ho Sakien Koi Aisa Nien Milla
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
Nice Collection LNY
Be Happy Always.
Be Happy Always.
aloNe iN DaRk- Administrator
- Number of posts : 115
Registration date : 2008-09-01
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
aloNe iN DaRk>>> thnx fr apprciatn
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
Maine kaha Maut ko thorde din tal jaa,,
Maut ne kaha teri kisi ko jaroorat nahi tu chala aa,
Maine kaha koi hai jo humare liye jeeta hai,,,,
Maut ne kaha isliye tu roj paani ki jagah aansu peeta hai
Maut ne kaha teri kisi ko jaroorat nahi tu chala aa,
Maine kaha koi hai jo humare liye jeeta hai,,,,
Maut ne kaha isliye tu roj paani ki jagah aansu peeta hai
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
Zabtt kaa Ahad bhi hai ShouQ kaa PaimaaN bhi hai
Ahad-o-PaimaaN se guzar jaaney ko Jee Chahtaa hai
DArd itnaa hai keh har Ragg mein hai Mehshar Barpaa
Aur SakOon aisaa keh Mar Jaaney Ko jee Chahata hai
Ahad-o-PaimaaN se guzar jaaney ko Jee Chahtaa hai
DArd itnaa hai keh har Ragg mein hai Mehshar Barpaa
Aur SakOon aisaa keh Mar Jaaney Ko jee Chahata hai
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
khushboo ke jaziroo sai sitaroo ki hadoo taq
iss sheher mai sub kuch hai bus ik teri kami hai
iss sheher mai sub kuch hai bus ik teri kami hai
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
Hum Nazuk Nazuk Dil wale
Hum Nazuk Nazuk Dil wale Bus aise hi to hote hain
Kabi Hanste hain Kabi Rote hain Kabi Dil mai Khuwab pirotey hain
Kabi Mehfil Mehfil phirtey hian, Kabi Zaat mai Tanha hote hain
Kabi Chup ki Mohrr lagate hain, Kabi Geet Labon per latey hian
Kabi Sab ka Dil Behlatey hain, Kabi Khood mai Tanha hote hain
Kabi Shab-Bhar Jagte rehte hain, Kabi Lambi Taan ker sotey hain

waqt thoda hai pass mere,
par bahut kuch abhi karna baki hai.
wo zakhm jo apno ne diye,
unhe abhi bharna baki hai.
teri dosti ki aadat si pad gayi hai mujhe,
kuch der tere saath chalna mera baki hai.
kuch pal ke liye Shamshaan chhod ke kahin mat jana,
varna ruh kahegi, ruk ja, abhi tere yaar ka jalna baki hai

koi to wajeh hai, jo teri mohabbat zinda hai aaj bhi is dil mein
warna tujhe bhulaane ki to hum pur-zor koshish kar chuke
warna tujhe bhulaane ki to hum pur-zor koshish kar chuke
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Re: heart tuching collection!!!!!!!!
dil bhi pagal hai us shakhs se wabasta hai
jo kisi oor ka honay de na apna rakhay
jo kisi oor ka honay de na apna rakhay
Lny- Junior Member
- Number of posts : 69
Location : RWP
Registration date : 2008-09-05
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum