Urdu Poetry / Shayari
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

JUNG HUM SE SARGOSHI KARTI HAI

2 posters

Go down

JUNG HUM SE SARGOSHI KARTI HAI Empty JUNG HUM SE SARGOSHI KARTI HAI

Post by mehwish afsar Thu Oct 23, 2008 7:32 pm

hum jonobi asia kay rah gum kardah mosafir
hum nay apnay aap ko bach ker hathyaar khariday
aur humesha apnay bhookay bachoon per
lashker ko tarjee di hai aur
ab humaray sahmay howay angano main
morchay reengtay hain
aur jung ki khon aasham bhati
humaray tazah jismoon ko
lalchai hoi nazroon se dakhti hai
jung................
mazakrat maze ki oth se
hum se sargoshi karti hai
aur wo faqa zadah qabrostan
rengtay rengtay howay humaray
shahar ki dewar se alaga hai
humari na umed ankh ki shakh per
dosti aur khush hali ka khowab
gulab ki phool ki manind morjha raha hai
meray laho main her lamha wo lamha jagta hai
jab lashker rakh hoti hoi
ankho kay samnay husun aur zindagi ko
bay dardi kay sath rond dalain gay
tou fath aur moftha ka faisla karnay kay lian
sirf moth aur zindagi baqi ho gi

mehwish afsar

mehwish afsar
New Member
New Member

Number of posts : 3
Location : RIYADH SAUDIA ARAB
Registration date : 2008-10-23

Back to top Go down

JUNG HUM SE SARGOSHI KARTI HAI Empty Re: JUNG HUM SE SARGOSHI KARTI HAI

Post by hairtransplantpakistan Tue Dec 13, 2011 1:16 pm

NICE BEAUTIFUL SENTIMENTAL POETRY

hairtransplantpakistan
Junior Member
Junior Member

Number of posts : 84
Registration date : 2011-10-15

http://www.hairtransplants.com.pk/

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum